Yeh Dil Jitnii baar bikhra hai,
utni saansay shayad naa aiieen ho Ghalib,
tor kai peechay chor daitay hain log,
zindagi mai khuda dhoondtay yaa khazanay,
saaray tabah ho gai inn khojon mai,
mujh ko dai meray khuda kii rehmat,
yeh duniya nai khatam to ho hii jaana hai,
kisi naa kisi din toot parhay gaa yeh asmaan,
aur gir parhaay gaa yeh sitaroon ka manzir,
khuda kii talaash mai khud ko kho baithay,
apni bulandi kai liyay insaan ko kho baithay.
Advertisement